Tuesday, August 24, 2010

August 24 is Raksha Bandhan Songs Download|Raksha Bandhan MP3|Raksha Bandhan Hindi Songs|Raksha Bandhan a festival to celebrate the bond between brothers and sisters|Raksha Bandhan audio songs video songs

August 24 is Raksha Bandhan Songs Download|Raksha Bandhan MP3|Raksha Bandhan Hindi Songs|Raksha Bandhan a festival to celebrate the bond between brothers and sisters|Raksha Bandhan audio songs video songs
Tags: rakhi songs, Raksha Bandhan Songs, raksha bandhan songs download, raksha bandhan songs free download, raksha bandhan songs mp3, raksha bandhan songs mp3 download

Click Here to Download Songs


  • Phoolon Ka Taron Ka from film Hare Krishna Hare Rama and sung by Lata Mangeshkar





  • Babul Chhut Chala Tera Angana from film Rakhi and sung by Lata Mnageshkar





  • Bhaiya Mere Rakhi from film Choti Bahen and sung by Lata Mangeshkar





  • Chote Chote Bhaiyon Ke Bade Bhaiya from film Hum Saath Saath Hain andsung by Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan and Kumar Sanu





  • Chanda Re Mere Bhaiyya Se from film Chambal Ki Kasam and sung by Lata Mangeshkar





  • Meri Pyari Bahaniya Banegi from film Sachcha Jhootha and sung by Kishore Kumar





  • Yeh Rakhi Bandhan Hai Aisa from film Beimaan and sung by Mukesh and Lata Mangeshkar





  • Rang Birangi Rakhi Laker from film Anpadh and sung by Lata Mangeshkar





  • Behna Ne Bhai Ki Kalai Se from film Resham Ki Dori and sung by Suman Kalyanpur





  • Mere Bhaiyya Mere Chanda from film Kajal and sung by Asha Bhonsle





  • Click Here to Download Songs



    Click Here to Download Songs

    Rakhi Song Title: Behna Ne Bhai Ki Kalai Se
    Movie: Resham Ki Dori
    Singer: Suman Kalyanpur
    Lyrics:
    (Behna ne bhai ki kalaai se
    behna ne bhaai ki kalaai se pyaar baandha hai
    pyaar ke do taar se, sansaar baandha hai
    resham ki dori se -2
    resham ki dori se sansaar baandha hai) -2
    Sundarta mein jo kanhaiya hai
    mamta mein yashoda maiyya hai
    vo aur nahi dooja koi
    vo to mera raaja bhaiya hai
    Behna ne bhai ….
    Mera phool hai tu, talvaar hai tu
    meri laaj ka pehredaar hai tu
    main akeli kahaan is duniya mein
    mera saara sansaar hai tu
    behna ne bhai ….
    Hamein duur bhale kismat kar de
    apne man se na juda karna
    saavan ke paavan din bhaiya
    behna ko yaad kiya karna
    behna ne bhai …
    ——————————————————————————————————–
    Rakhi Song Title: Bhaiyya Mere Rakhi Ke Bandhan
    Movie: Chhoti Behan
    Singer: Lata Mangeshkar
    Lyrics:
    Bhaiyya mere, raakhi ke bandhan ko nibhana
    bhaiyya mere, choti behan ko na bhulana
    dekho ye nata nibhana, nibhana
    bhaiyaa mere…
    Ye din ye tyohaar khushi ka, paavan jaise neer nadi ka
    bhai ke ujle maathe pe, behan lagaaye mangal tika
    jhume ye saavan suhana, suhana
    bhaiyya mere …
    Baandh ke hamne resham dori, tum se vo ummeed hai jodi
    naazuk hai jo kaanch ke jaisi, par jeevan bhar jaaye na todi
    jaane ye sara zamana, zamana
    bhaiyaa mere …
    Shaayad vo saavan bhi aaye, jo behna ka rang na laaye
    behan paraye desh basi ho, agar vo tum tak pahunch na paaye
    yaad ka deepak jalana, jalana
    bhaiyaa mere …
    ———————————————————————————————————
    Rakhi Song Title: Yeh Raakhi Bandhan Hai Aisa
    Movie: Beimaan
    Singers: Mukesh, Lata Mangeshkar
    Lyrics:
    Chorus
    (Ye raakhi bandhan hai aisa -3
    jaise chanda aur kiran ka
    jaisa badari aur pavan ka
    jaise dharati aur gagan kaa) -2
    ye raakhi bandhan hai aisa -3
    Duniya ki jitani bahanen hain
    un sabaki shraddha hai isamein
    hai dharam karam bhaiya ka ye
    bahana ki raksha isamein hai
    jaise subhadra aur kishan ka
    jaise badari aur pavan ka
    jaise dharati aur gagan ka
    ye raakhi bandhan …
    m: aaj khushi ke din bhaai ke
    bhar-bhar aaye naina -2
    kadar bahan ki unase poochho
    jinaki nahi hai bahana
    mol nahi koi is bandhan ka
    jaise badari aur pavan ka v jaise dharati aur gagan ka
    ye raakhi bandhan hai aisa -3
    ———————————————————————————————————
    Rakhi Song Title: Rang Birangi Raakhi
    Movie: Anpadh
    Singer: Lata Mangeshkar
    Lyrics:
    Rang-birangi raakhi leke aayi bahana
    o raakhi bandhava le mere veer – 2
    Chorus: Rang-birangi raakhi … mere veer
    Main na chaandi, na sone ke naar maangu -2
    apne bhaiya ka thoda sa pyaar maangu
    thoda sa pyaar maangu
    is raakhi mein pyaar chupa le laayi bahana
    Chorus: raakhi bandhwaale mere veer
    Neele ambar se taare utaar laau-2
    ya main chanda ki kiranon ke haar laau
    kiranon ke haar laau
    pyaar ke badle ban le leharaai behna
    Chorus: raakhi bandhawaale mere veer
    Kabhi bhaiya ye behna na paas hogi -2
    kahi pardes baithi udaas hogi, behna udaas hogi
    milne ki aas hogi
    jaane kab bichhad jaayen bhai-behna
    Chorus: raakhi bandhawaale mere veer
    ———————————————————————————————————
    Rakhi Song Title: Mere Bhaiyya Mere Chanda
    Movie: Kajal
    Singer: Asha Bhosle
    Lyrics:
    Chorus
    (Mere bhaiya mere chanda
    mere anamol ratan
    tere badale main zamaane ki
    koi cheez na lu) 2
    Teri saanson ki kasam khaake, hava chalti hai
    tere chehare ki khalak paake, bahaar aati hai
    ek pal bhi meri nazaron se tu jo ojhal ho
    har taraf meri nazar tujhko pukaar aati hai
    (Chorus) 2
    Tere chehare ki mehakti hui ladiyon ke liye
    anaginat phool ummeedo ke chune hain maine
    vo bhi din aayen ki un khwaabo ke taabeer milen
    tere kaatir jo haseen khwaab bune hain mainne
    (Chorus) 2
    ———————————————————————————————————
    Rakhi Song Title: Phoolon Ka Taaron Ka
    Movie: Hare Rama Hare Krishna
    Singer: Kishore Kumar
    Phoolon ka taaron ka sabka kehna hai
    ek hazaron mein meri behna hai
    sari umar hame sang rehna hai
    Ye na jaana duniya ne tu hai kyon udaas
    teri pyaari aankhon mein pyar ki hai pyaas
    aa mere paas aa keh jo kehna hai
    ek hazaron mein …
    Jabse meri aankhon se ho gayi tu door
    tabse sare jeevan ke sapne hain choor
    aankhon mein neend na dil mein chaina hai
    ek hazaron mein …
    Dekho hum tum dono hain ek dali ke phool
    maein na bhoola tu kaise mujhko gai bhool
    aa mere paas aa keh jo kehna hai
    ek hazaron mein …
    ———————————————————————————————————
    Rakhi Song Title: Chanda Re Mere Bhaiyya Se Kehna
    Movie: Chambal Ki Kasam
    Singer: Lata Mangeshkar
    Lyrics:
    (Chanda re, mere bhaiyya se kehna,
    o mere bhaiyya se kehna, behna yaad kare) -2
    o chanda re …
    Kya batalaau kaisa hai vo
    bilkul tere jaisa hai vo
    tu usko pehchaan hi lega
    dekhega to jaan hi lega
    tu saare sansaar mein chamke
    har basti har gaanv mein damke
    kehna ab ghar vaapas aa ja -2
    tu hai ghar ka gehna
    behna yaad kare
    O chanda re…
    Raakhi ke dhaage sab laaye
    kehna ab na raah dikhaaye
    maan ke naam ki kasmein dena
    bhent meri ke rasamein dena
    poochhana us roothe bhai se
    bhool hui kya maan-jaai se
    behan paraaya dhan hai kehna
    usne sada nahi rehna
    bahana yaad kare
    O chanda re …

    Click Here to Download Songs

    No comments: